Discover (and save!) Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim. Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher. See the meaning of the word aalam at Rekhta urdu dictionary afsaana meaning in english hindi lyricstaal. Darakht meaning ‘tree’ was found one morning by a member of our team arriving for work at the Nowzad clinic. Rekhta makes available thousands of ghazals, nazms in Hindi, Roman and Urdu. John fought and killed himself all his life. He gasped as he talked, and his breath began to swell as he read along. qafiyon ki be-tarah lat hai, guman ye hai ki shayad bahr se KHarij nahin hun main, zara bhi haal ke aahang mein haarij nahin hun, tana-tan tan tana-tan tan tana-tan tan tana-tan tan, tana-tan tan nahin mehnat-kashon ka tan na pairahan, na pairahan na puri aadhi roTi ab raha salan, ye sale kuchh bhi khane ko na paen galiyan khaen, hai in ki be-hisi mein to muqaddas-tar harami-pan, magar aahang mera kho gaya shayad kahan jaane, koi mauj-e- koi mauj-e-shumal-e-jawedan jaane, shumal-e-jawedan ke apne hi qisse the jo guzre, wo ho guzre to phir KHud main ne bhi jaana wo ho guzre, shumal-e-jawedan apna shumal-e-jawedan-e-jaan, hai ab bhi apni punji ek malal-e-jawedan-e-jaan, nahin malum 'zayun' ab tumhaari umr kya hogi, yahi hai dil ka mazmun ab tumhaari umr kya hogi, hamare darmiyan ab ek beja-tar zamana hai, lab-e-tishna pe ek zahr-e-haqiqat ka fasana hai, ajab fursat mayassar aai hai dil jaan rishte ko, na dil ko aazmana hai na jaan ko aazmana hai, kalid-e-kisht-zar-e-KHwab bhi gum ho gai aaKHir, kahan ab jada-e-KHurram mein sar-sabzana jaana hai, kahun to kya kahun mera ye zaKHm-e-jawedana hai, wahi dil ki haqiqat jo kabhi jaan thi wo ab aaKHir, fasana dar fasana dar fasana dar fasana hai, hamara bahami rishta jo hasil-tar tha rishton ka, hamara taur-e-be-zari bhi kitna walihana hai, kisi ka nam likkha hai meri sari bayazon par, main himmat kar raha hun yani ab us ko miTana hai, ye ek sham-e-azab-e-be-sarokana haalat hai, hue jaane ki haalat mein hun bas fursat hi fursat hai, nahin malum tum is waqt kis malum mein hoge, na jaane kaun se mani mein kis mafhum mein hoge, main tha mafhum na-mafhum mein gum ho chuka hun main, main tha malum na-malum mein gum ho chuka hun main, mere KHud se guzarne ke zamane se siwa hogi, mere qamat se ab qamat tumhaara kuchh fuzun hoga, mera farda mere diroz se bhi KHush numun hoga, hisab-e-mah-o-sal ab tak kabhi rakkha nahin main ne, kisi bhi fasl ka ab tak maza chakkha nahin main ne, main apne aap mein kab rah saka kab rah saka aaKHir, kabhi ek pal ko bhi apne liye socha nahin main ne, hisab-e-mah-o-sal o roz-o-shab wo soKHta-budash, musalsal jaan-kani ke haal mein rakhta bhi to kaise, jise ye bhi na ho malum wo hai bhi to kyun-kar hai, koi haalat dil-e-pamal mein rakhta bhi to kaise, koi nisbat bhi ab to zat se bahar nahin meri, koi bistar nahin mera koi chadar nahin meri, ba-haal-e-na-shita sad-zaKHm-ha o KHun-ha KHudam, ba-har-dam shukaran aameKHta majun-ha KHudam, tumhein is baat se matlab hi kya aur aaKHirash kyun ho, kisi se bhi nahin mujh ko gila aur aaKHirash kyun ho, jo hai ek nang-e-hasti us ko tum kya jaan bhi loge, agar tum dekh lo mujh ko to kya pahchan bhi loge, tumhein mujh se jo nafrat hai wahi to meri rahat hai, meri jo bhi aziyyat hai wahi to meri lazzat hai, ki aaKHir is jahan ka ek nizam-e-kar hai aaKHir, jaza ka aur saza ka koi to hanjar hai aaKHir, main KHud mein jhenkta hun aur sine mein bhaDakta hun, mere andar jo hai ek shaKHs main us mein phaDakta hun, hai meri zindagi ab roz-o-shab yak-majlis-e-gham-ha, aza-ha marsiya-ha girya-ha aashob-e-matam-ha, tumhaari tarbiyat mein mera hissa kam raha kam-tar, zaban meri tumhaare waste shayad ki mushkil ho, zaban apni zaban main tum ko aaKHir kab sikha paya, azab-e-sad-shamatat aaKHirash mujh par hi nazil ho, zaban ka kaam yun bhi baat samjhana nahin hota, samajh mein koi bhi matlab kabhi aana nahin hota, kabhi KHud tak bhi matlab koi pahunchana nahin hota, gumanon ke guman ki dam-ba-dam aashob-kari hai, bhala kya e'tibari aur kya na-e'tibari hai, guman ye hai bhala mein juz guman kya tha gumanon mein, suKHan hi kya fasanon ka dhara kya hai fasanon mein, mera kya tazkira aur waqai kya tazkira mera, main ek afsos tha afsos hun guzre zamanon mein, hai shayad dil mera be-zaKHm aur lab par nahin chhaale, mere sine mein kab sozinda-tar daghon ke hain thaale, magar dozaKH pighal jae jo mere sans apna le, tum apni mam ke behad muradi minnaton wale, mere kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin baale, magar pahle kabhi tum se mera kuchh silsila to tha, guman mein mere shayad ek koi ghuncha khila to tha, wo meri jawedana be-dui ka ek sila to tha, so us ko ek abbu nam ka ghoDa mila to tha, saya-e-daman-e-rahmat chahiye thoDa mujhe, main na chhoDun ya nabi tum ne agar chhoDa mujhe, id ke din mustafa se yun lage kahne 'husain', sabz joDa do 'hasan' ko surKH do joDa mujhe, tumhaare byah mein shajara paDha jaana tha nausha wasti dulha, chauki aangan mein bichhi wasti dulha ke liye, makke madine ke pak musalle payambar ghar nawase, shah-e-mardan amirul-maminin hazrat-'ali' ke pote, hazrat imam-'hasan' hazrat imam-'husain' ke pote, sayyad-'husain'-sharfuddin shah-wilayat ke pote, allama sayyad-shafiq-'hasan'-eliya ke pote, sayyad-'jaun'-eliya hasani-ul-husaini saput-jah, magar nazir hamara soKHta-sulb aaKHiri nassab ab marne hi wala hai, bas ek pal haf sadi ka faisla karne hi wala hai, suno 'zaryun' bas tum hi suno yani faqat tum hi, wahi rahat mein hai jo aam se hone ko apna le, kabhi koi bhi par ho koi 'bahman' yar ya 'zenu', tumhein bahka na pae aur bairuni na kar Dale, main sari zindagi ke dukh bhugat kar tum se kahta hun, bahut dukh degi tum mein fikr aur fan ki numu mujh ko, tumhaare waste behad sahulat chahta hun main, dawam-e-jahl o haal-e-istirahat chahta hun main, na dekho kash tum wo KHwab jo dekha kiya hun main, wo sare KHwab the qassab jo dekha kiya hun main, KHarash-e-dil se tum be-rishta be-maqdur hi Thahro, mere jahmim-e-zat-e-zat se tum dur hi Thahro, koi 'zaryun' koi bhi clerk aur koi karinda, koi bhi bank ka afsar senator koi pawanda, har ek haiwan-e-sarkari ko TaTTu jaanta hun main, so zahir hai ise shai se ziyaada manta hun main, tumhein ho subh-dam taufiq bas aKHbar paDhne ki, tumhein ai kash bimari na ho diwar paDhne ki, ajab hai 'sartre' aur 'ressel' bhi aKHbar paDhte the, wo malumat ke maidan ke shauqin buDhe the, nahin malum mujh ko aam shahri kaise hote hain, wo kaise apna banjar nam banjar-pan mein bote hain, main urr se aaj tak ek aam shahri ho nahin paya, isi bais main hun amboh ki lazzat se be-maya, magar tum ek do-paya rast qamat ho ke dikhlana, suno rae-dahinda bin hue tum baz mat aana, faqat 'zaryun' ho tum yani apna sabiqa chhoDo, faqat 'zaryun' ho tum yani apna lahiqa chhoDo, magar main kaun jo chahun tumhaare bab mein kuchh bhi, bhala kyun ho mere ehsas ke asbab mein kuchh bhi, tumhaara bap yani main abas main ek abas-tar main, magar main yani jaane kaun achchha main sarasar main, main kasa-baz o kina-saz o kasa-tan hun kutta hun, main ek nangin-e-budash hun pa tum to sirr-e-munam ho, tumhaara bap ruhul-quds tha tum ibn-e-maryam ho, ye qulqul tisra paig ab to chautha ho guman ye hai, guman ka mujh se koi KHas rishta ho guman ye hai, guman ye hai ki main jo ja raha tha aa raha hun main, magar main aa raha kab hun piyape ja raha hun main, ye chautha paig hai un-hun zalalat ki gai mujh se, zalalat ki gai mujh se KHayanat ki gai mujh se, magar is ka gila kya jab nahin aaya koi eila, suno meri kahani par miyan meri kahani kya, main yaksar raigani hun hisab-e-raigani kya, bahut kuchh tha kabhi shayad par ab kuchh bhi nahin hun main, na apna ham-nafas hun main na apna ham-nashin hun main, kabhi ki baat hai fariyaad mera wo kabhi yani, nahin is ka koi matlab nahin is ke koi mani, main apne shahr ka sab se girami nam laDka tha, main be-hangam laDka tha main sad-hangam laDka tha, mere dam se ghazab hangama rahta tha mohallon mein, main hashr-aghaz laDka tha main hashr-anjam laDka tha, mere hindu musalman sab mujhe sar par biThate the, unhi ke faiz se mani mujhe mani sikhate the, suKHan bahta chala aata hai be-bais ke honTon se, wo kuchh kahta chala aata hai be-bais ke honTon se, main ashraf-e-kamina-kar ko Thokar pe rakhta tha, so main mehnat-kashon ki jutiyan mimbar pe rakhta tha, main shayad ab nahin hun wo magar ab bhi wahi hun main, ghazab hangama-parwar KHira-sar ab bhi wahi hun main, magar mera tha ek taur aur bhi jo aur hi kuchh tha, magar mera tha ek daur aur bhi jo aur hi kuchh tha, main apne shahr-e-ilm-o-fan ka tha ek naujawan kahin, mere tilmiz-e-ilm-o-fan mere baba ke the ham-sin, mera baba mujhe KHamosh aawazen sunata tha, wo apne-ap mein gum mujh ko pur-haali sikhata tha, wo haiat-dan wo aalim naf-e-shab mein chhat pe jata tha, rasad ka rishta sayyaron se rakhta tha nibhata tha, use KHwahish thi shohrat ki na koi hirs-e-daulat thi, baDe se qutr ki ek durbin us ki zarurat thi, meri man ki tamannaon ka qatil tha wo qallama, meri man meri mahbuba qayamat ki hasina thi, sitam ye hai ye kahne se jhijakta tha wo fahhama, tha behad ishtial-angez bad-qismat o allama, KHalaf us ke KHazaf aur be-nihayat na-KHalaf nikle, hum us ke sare beTe intihai be-sharaf nikle, main us aalim-tarin-e-dahr ki fikrat ka munkir tha, main fastai tha jahil tha aur mantiq ka mahir tha, par ab meri ye shohrat hai ki main bas ek sharabi hun, main apne dudman-e-ilm ki KHana-KHarabi hun, sagan-e-KHuk zad-e-barzan o bazar-e-be-maghzi, meri jaanib ab apne thobaDe shahana karte hain, zina-zade meri izzat bhi gustaKHana karte hain, kamine sharm bhi ab mujh se be-sharmana karte the, mujhe is sham hai apne labon par ek suKHan lana, 'ali' darwesh tha tum us ko apna jadd na batlana, wo sibtain-e-mohamad, jin ko jaane kyun bahut arfa, tum un ki dur ki nisbat se bhi yaksar mukar jaana, ki is nisbat se zahar o zaKHm ko sahna zaruri hai, ajab ghairat se ghaltida-ba-KHun rahna zaruri hai, wo shajra jo kanana fahr ghaalib kab marra se, qusai o hashim o sheba abu-talib tak aata tha, wo ek andoh tha tariKH ka andoh-e-sozinda, wo namon ka daraKHt-e-zard tha aur us ki shaKHon ko, kisi tannur ke haizam ki KHakistar hi banna tha, use shoala-zada budash ka ek bistar hi banna tha, hamara faKHr tha faqr aur danish apni punji thi, nasab-namon ke hum ne kitne hi parcham lapeTe hain, mere ham-shahr 'zaryun' ek fusun hai nasl ham, donon, faqat aadam ke beTe hain faqat aadam ke beTe hain, main jab ausan apne khone lagta hun to hansta hun, main tum ko yaad kar ke rone lagta hun to hansta hun, hamesha main KHuda hafiz hamesha main KHuda hafiz. These are marked by a red line on the left. Darakht meaning in Hindi: Darakht meaning, Definition Synonyms at Hindi to Urdu dictionary gives you the best and accurate Hindi translation and meanings of Darakht Meaning. There are always several meanings of each word in English, the correct meaning of Baid Ka Darakht in English is Willow, and in Urdu we write it بید کا درخت. This word is written in Roman Urdu. To ease the learning of readers not familiar with the language, we have also enabled word-meanings at a click in the app. darakht Ushaa Raane Pratham Books, New Delhi 2011 | More Info . Read Book Ulta Darakht by Krishn Chander on Rekhta Urdu books library. And in that state of gloom, he left the world. SO if we work good than we are died peacefully. This ghazal contains ashaar not published in the public domain. See also. Darakht Ka ka Matlab English Main and Arboreal Meaning In Roman. Narm Tabiyat Ikhtiyar Karo Taaki Tumare Dost Zyada Ho. John did not recognize him at all. These are marked by a red line on the left. We not only provide English meaning of درخت کاٹنا but also give extensive definition in English language. ab bhi daraKHt-e-tur se aati hai bang-e-la-taKHaf. One day I read in the newspaper that John had died in the hospital last night. Darakht Numa Meaning from Urdu to English is Cloudberry, and in Urdu it is written as درخت نما. Irfan Luhar is on Facebook. darakht. Please type the word in search box to get its meaning. Sep 12, 2019 - This Pin was discovered by Beautiful Ummah. Jul 10, 2020 - This Pin was discovered by Shayan Ch. Discover (and save!) Ghar K Darakht Saya-e-Aanchal K Razamand. There are always several meanings of each word in English, the correct meaning of Safaidah Ka Darakht in English is Abele, and in Urdu we write it سفیدہ کا درخت The word Abele is an noun. How-To Tutorials; Suggestions; Machine Translation Editions; Noahs Archive Project; About Us. - Ali Ibn Abi Talib Radhiallahu Anhu; Wo Log kisi k Nahi hote Jo Dost or Rishty ko"Libas" ki tarha badalte hain. He was born in Delhi in a highly educated Persian immigrant family. of انکر; see munkir. Contributor. ^ The word drolid actually includes a Kashmiri half-vowel, which is difficult to render in the Urdu, Devnagri and Roman scripts alike. Home; Books; Search; Support. It will allow you to make your favorite shayari list and make your own library. About Rekhta Urdu Learning Program Rekhta Urdu Learning Program is our new initiative to enable you to read and write the Urdu script or ‘rasm-ul-khat’ and to open to you, the world of incredible Urdu literature and poetry in its original script. of انکر; see munkir), s.m. dr irteza karim home pages of people du. Kids Moral Stories in Urdu, Kids Funny Stories in Urdu, Kids … منکر munkar pass. Hafiza Or Nazar Ki Kamzori ka Khatma Computer or musalsal tez roshni mein kaam karne ki waja se jin logo ki nazar kamzor, aankho se musalsal pani, zehni dabao or aenak lag gai ho wo darj sil tadabeer par amal karein. Safaidah Ka Darakht Meaning in English - Find the correct meaning of Safaidah Ka Darakht in English, it is important to understand the word properly when we translate it from Urdu to English. Showing all search result for "darakht" | Category - Couplet, Page 1 Barish K Wo Talaab Aur Kaghaz Ki Kashtiyan. your own Pins on Pinterest Gosho’n se teer chalte the patthar darakht se. Syed Kashif Raza. Dae As a last name Dae was the 104,602 nd most popular name in 2010. He was suffering from severe nervous weakness. Going through a thousand thorny twists and turns, the story of his life finally came to an end. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim. Watch Queue Queue And even though his son recognized him, he did not show any special affection towards him. deepak budki google plus google com. 8 talking about this. Nazm - Darakht-e-Zard; Apni Manzil Ka Raasta Bhejo; Ek Gumaan Ka Haal Hai Aur Faqat Gumaan Mein Hai; Hum Tera Hijr Manaane Ke Liye Nikle Hain; Kab Us Ka Visal Chahiye Tha; Khud Se Rishtey Rahe Kahaan Un Ke; Kya Yaqeen Aur Ka Gumaan, Chupp Reh; Mujh Ko To Gir Ke Marna Hai; Tiflaan-E-Koocha-Gard Ke Patthar Bhi; Woh Kya Kuchh Na Karne Waale They jinheñ maiñ apne siine se khurach khurach kar, jise maiñ ek aurat kī kokh meñ qaa.em kar saktā, taaki aurteñ apnī bhuuk ko ek naam de sakeñ, jinhen main apne sine se khurach khurach kar, jise main ek aurat ki kokh mein qaem kar sakta. OR If we work Bad. Pratham Books, New Delhi. See the meaning of the word shajar at Rekhta urdu dictionary. Jinhen Mein Dhondta Tha Aasmano Mein Zameeno Mein Wo Nikle Mere Zulmat Khana-E Dil Ke Makeeno Mein. Then he called me and told me that he wanted to recite a poem to me. This word is written in Roman Urdu. I see him talking to his son Zariyun in his very unique and wonderful poem 'Darakht-e-Zard'. nighat seema read urdu novels online. We help you understand the word Darakht Katna in English. Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher. Chocolate Tree is tredning recently in news and blogs with following headlines: - You can get more than one meaning for one word in Urdu. Children Urdu stories. The Correct Meaning of Darakht Kaatna in English is Stock. agar iska jawab yaha mil jayega to tera oye ye kaisa question h Abe ye cert ke ijjat ka sawal h hum aise questions ka answer nai dete. English words for متقدم include advanced, forward, in progress, preceding, previous, proceeding, precedent and antecedent. We can only assume that somebody had taken pity on the pup and deemed we … Find Arboreal (Darakht Ka) related words in Arboreal Synonyms. John Eliya once saw his only son, Zariyun, now a teenage boy. You can also find multiple synonyms or similar words along with Darakht. See the meaning of the word shajar at Rekhta urdu dictionary. It is regarded as the most often printed and most widely read book of Urdu because of its numerous qualities, which makes it a constant companion or a book of reference for an ardent Urdu lover. Darakht Numa Meaning in English - Find the correct meaning of Darakht Numa in English, it is important to understand the word properly when we translate it from Urdu to English. I would like to list down some of the beautiful Urdu words that are commonly used in most of the ghazals. READ NOW # Children's Literature # Translation. KHira na kar saka mujhe jalwa-e-danish-e-farang surma hai meri aankh ka KHak-e-madina-o-najaf. John would have shed more tears in reciting this poem than there were words in this long poem. Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts, Devoted to the preservation & promotion of Urdu. You have remaining out of 5 free poetry pages per month. Rekhta (literally, scattered) is another name for Urdu, a language that evolved in the medieval period on the Indian subcontinent from a mixture of Persian and Sanskrit-based languages. Urdu Dictionary. This channel is a part of the world's leading website for Urdu poetry, www.rekhta.org. We help you understand the word Darakht in English. your own Pins on Pinterest Daeban Name Meaning is Night & Day. Derived from Anwar Ahsan Siddiqui's book "Dil-e-Pur Khuun kii ik Gulabi", nahīñ ma.alūm 'zaryūn' ab tumhārī umr kyā hogī, vo kin ḳhvāboñ se jaane āshnā nā-āshnā hogī, tumhāre dil ke is duniyā se kaise silsile hoñge, tumheñ kaise gumāñ hoñge tumheñ kaise gile hoñge, tumhārī sub.h jaane kin ḳhayāloñ se nahātī ho, tumhārī shaam jaane kin malāloñ se nibhātī ho, na jaane kaun doshīza tumhārī zindagī hogī, na jaane us kī kyā bāyastagī shā.istagī hogī, use tum phone karte aur ḳhat likhte rahe hoge, na jaane tum ne kitnī kam ġhalat urdu likhī hogī, ye ḳhat likhnā to daqyānūs kī pīḌhī kā qissa hai, ye sinf-e-nasr ham nā-bāliġhoñ ke fan kā hissa hai, vo hañstī ho to shāyad tum na rah paate ho hāloñ meñ, gaḌhā nanhā sā paḌ jaatā ho shāyad us ke gāloñ meñ, gumāñ ye hai tumhārī bhī rasā.ī nā-rasā.ī ho, vo aa.ī ho tumhāre paas lekin aa na paa.ī ho, vo shāyad mā.ide kī gand biryānī na khātī ho, vo nān-e-be-ḳhamīr-e-maida kam-tar hī chabātī ho, vo doshīza bhī shāyad dāstānoñ kī ho dil-dāda, use ma.alūm hogā 'zāl' thā 'sohrāb' kā daadā, tahamtan ya.anī 'rustam' thā girāmī 'sām' kā vāris, girāmī 'sām' thā sulb-e-nar-e-'mānī' kā ḳhush-zāda, vo 'najm'-āfañdi-e-marhūm ko to jāntī hogī, vo nauhoñ ke adab kā tarz to pahchāntī hogī, use kad hogī shāyad un sabhī se jo lapāḌī hoñ, na hoñge ḳhvāb us kā jo gavayye aur khilāḌī hoñ, hadaf hoñge tumhārā kaun tum kis ke hadaf hoge, na jaane vaqt kī paikār meñ tum kis taraf hoge, hai ran ye zindagī ik ran jo barpā lamha lamha hai, hameñ is ran meñ kuchh bhī ho kisī jānib to honā hai, so ham bhī is nafas tak haiñ sipāhī ek lashkar ke, hazāroñ saal se jiite chale aa.e haiñ mar mar ke, shuhūd ik fan hai aur merī adāvat be-fanoñ se hai, ye 'ḳhusro' 'mīr' 'ġhālib' kā ḳharāba bechtā kyā hai, hamārā 'ġhālib'-e-āzam thā chor āqa-e-'bedil' kā, so rizq-e-faḳhr ab ham khā rahe haiñ 'mīr'-e-bismil kā, sidhārat bhī thā sharminda ki do-ābe kā baasī thā, tumheñ ma.alūm hai urdu jo hai paalī se niklī hai, vo goyā us kī hī ik pur-numū Daalī se niklī hai, ye kaḌvāhaT kī bāteñ haiñ miThās in kī na pūchho tum, nam-e-lab ko tarastī haiñ so pyaas in kī na pūchho tum, ye ik do jur.oñ kī ik chuhl hai aur chuhl meñ kyā hai, avāmunnās se pūchho bhalā al-kuhl meñ kyā hai, ye ta.an-o-tanz kī harza-sarā.ī ho nahīñ saktī, ki merī jaan mere dil se rishta kho nahīñ saktī, nasha chaḌhne lagā hai aur chaḌhnā chāhiye bhī thā, abas kā nirḳh to is vaqt baḌhnā chāhiye bhī thā, ajab be-mājrā be-taur be-zārāna hālat hai, vajūd ik vahm hai aur vahm hī shāyad haqīqat hai, ġharaz jo haal thā vo nafs ke bāzār hī kā thā, hai ''ze'' bāzār meñ to darmiyāñ 'zaryūn' meñ avval, to ye ibrāfanīqī khelte harfoñ se the har pal, to ye 'zaryūn' jo hai kyā ye aflātūn hai koī, amaañ 'zaryūn' hai 'zaryūn' vo ma.ajūn kyuuñ hotā, haiñ ma.ajūneñ mufīd ''arvāh'' ko ma.ajūn yuuñ hotā, suno tafrīq kaise ho bhalā ashḳhās o ashyā meñ, bahut janjāl haiñ par ho yahāñ to ''yā'' meñ aur ''yā'' meñ, tumhārī jo hamāsa hai bhalā us kā to kyā kahnā, hai shāyad mujh ko saarī umr us ke sehr meñ rahnā, magar mere ġharīb ajdād ne bhī kuchh kiyā hogā, bahut tuchchā sahī un kā bhī koī mājrā hogā, ye ham jo haiñ hamārī bhī to hogī koī nauTañkī, hamārā ḳhuun bhī sach-much kā sehne par bahā hogā, hai āḳhir zindagī ḳhuun az-bun-e-nāḳhun bar-āvar-tar, qayāmat sāneha matlab qayāmat fāje.a parvar, nahīñ ho tum mire aur merā fardā bhī nahīñ merā, so maiñ ne sāhat-e-dīroz meñ Daalā hai ab Derā, mire dīroz meñ zahr-e-halāhal teġh-e-qātil hai, mire ghar kā vahī sarnām-tar hai jo bhī bismil hai, guzasht-e-vaqt se paimān hai apnā ajab sā kuchh, so ik ma.amūl hai imrān ke ghar kā ajab sā kuchh, 'hasan' naamī hamāre ghar meñ ik 'suqrāt' guzrā hai, vo apnī naf.i se isbāt tak ma.ashar ke pahuñchā hai, ki ḳhūn-e-rā.egāñ ke amr meñ paḌnā nahīñ ham ko, vo sūd-e-hāl se yaksar ziyāñ-kārāna guzrā hai, talab thī ḳhuun kī qai kī use aur be-nihāyat thī, so fauran bint-e-ash.ash kā pilāyā pī gayā hogā, vo ik lamhe ke andar sarmadiyyat jī gayā hogā, tumhārī arjumand ammī ko maiñ bhūlā bahut din meñ, maiñ un kī rañg kī taskīn se nimTā bahut din meñ, vahī to haiñ jinhoñ ne mujh ko paiham rañg thukvāyā, vo kis rag kā lahū hai jo miyāñ maiñ ne nahīñ thūkā, lahū aur thūknā us kā hai kārobār bhī merā, yahī hai saakh bhī merī yahī me.aar bhī merā, maiñ vo huuñ jis ne apne ḳhuun se mausam khilā.e haiñ, na-jāne vaqt ke kitne hī aalam āzmā.e haiñ, maiñ ik tārīḳh huuñ aur merī jaane kitnī fasleñ haiñ, mirī kitnī hī fareñ haiñ mirī kitnī hī asleñ haiñ, havādis mājrā hī ham rahe haiñ ik zamāne se, shadā.ed sāneha hī ham rahe haiñ ik zamāne se, hamesha se bapā ik jañg hai ham us meñ qaa.em haiñ, hamārī jañg ḳhair o shar ke bistar kī hai zā.ida, ye charḳh-e-jabr ke davvār-e-mumkin kī hai girvīda, laḌā.ī ke liye maidān aur lashkar nahīñ lāzim, sinān o gurz o shamshīr o tabar ḳhanjar nahīñ lāzim, bas ik ehsās lāzim hai ki ham buadain haiñ donoñ, ki nafi-e-ain-e-ain o sar-ba-sar ziddain haiñ donoñ, luis-urbina ne merī ajab kuchh ġham-gusārī kī, ba-sad dil dānishī guzrān apnī mujh pe taarī kī, bahut us ne pilā.ī aur piine hī na dī mujh ko, palak tak us ne marne ke liye jiine na dī mujh ko, ''maiñ tere ishq meñ ranjīda huuñ haañ ab bhī kuchh kuchh huuñ, mujhe terī ḳhayānat ne ġhazab majrūh kar Daalā, magar taish-e-shadīdāna ke ba.ad āḳhir zamāne meñ, razā kī jāvidāna jabr kī naubat bhī aa pahuñchī'', mohabbat ek paspā.ī hai pur-ahvāl hālat kī, mohabbat apnī yak-taurī meñ dushman hai mohabbat kī, suḳhan māl-e-mohabbat kī dukān-ārā.ī kartā hai, suḳhan sau tarah se ik ramz kī rusvā.ī kartā hai, suḳhan bakvās hai bakvās jo Thahrā hai fan merā, vo hai ta.abīr kā aflās jo Thahrā hai fan merā, suḳhan ya.anī laboñ kā fan suḳhan-var ya.anī ik pur-fan, suḳhan-var iizad achchhā thā ki aadam yā phir ahriman, mazīd aañkī suḳhan meñ vaqt hai vaqt ab se ab ya.anī, kuchh aisā hai ye maiñ jo huuñ ye maiñ apne sivā huuñ ''maiñ'', so apne aap meñ shāyad nahīñ vaaq.e huā huuñ maiñ, jo hone meñ ho vo har lamha apnā ġhair hotā hai, ki hone ko to hone se ajab kuchh bair hotā hai, yūñhī bas yūñhī 'zenū' ne yakāyak ḳhud-kushī kar lī, ajab hiss-e-zarāfat ke the mālik ye ravāqī bhī, bidah yaarā azaañ baada ki dahqāñ parvard āñ-rā, ba-sozad iiñ zamīn-e-e'tibār-o-āsmānāñ rā, ba-sozad jaan o dil rāham bayāsāyad dil o jaañ rā, dil o jaañ aur āsā.ish ye ik kaunī tamasḳhur hai, humuq kī abqariyyat hai safāhat kā tafakkur hai, humuq kī abqariyyat aur safāhat ke tafakkur ne, hameñ taz.ī-e-mohlat ke liye akvān baḳhshe haiñ, aur aflātūn-e-aqdas ne hameñ āyān baḳhshe haiñ, suno 'zaryūn' tum to ain-e-a.ayān-e-haqīqat ho, nazar se duur manzar kā sar-o-sāmān-e-sarvat ho, hamārī umr kā qissa hisāb andoz-e-ānī hai, zamānī zad meñ zan kī ik gumān-e-lāzimānī hai, gumāñ ye hai ki baaqī hai baqā har aan faanī hai, kahānī sunñe vaale jo bhī haiñ vo ḳhud kahānī haiñ, kahānī kahne vaalā ik kahānī kī kahānī hai, piyā pe ye gudāzish ye gumāñ aur ye gile kaise, sila-sozī to merā fan hai phir is ke sile kaise, to maiñ kyā kah rahā thā ya.anī kyā kuchh sah rahā thā maiñ, amaañ haañ mez par yā mez par se bah rahā thā maiñ, ruko maiñ be-sar-o-pā apne sar se bhaag niklā huuñ, ilā yā ayyuhal-abjad zarā ya.anī zarā Thahro, kahīñ apne sivā ya.anī kahīñ apne sivā Thahro, tum is absurdity meñ ik radīf ik qāfiya Thahro, radīf o qāfiya kyā haiñ shikast-e-nā-ravā kyā hai, shikast-e-nāravā ne mujh ko paara paara kar Daalā, anā ko merī be-andāza-tar be-chāra kar Daalā, maiñ apne aap meñ haarā huuñ aur ḳhvārāna haarā huuñ, jigar-chākāna haarā huuñ dil-afgārāna haarā huuñ, jise fan kahte aa.e haiñ vo hai ḳhūn-e-jigar apnā, magar ḳhūn-e-jigar kyā hai vo hai kattāl-tar apnā, koī ḳhūn-e-jigar kā fan zarā ta.abīr meñ laa.e, magar maiñ to kahūñ vo pahle mere sāmne aa.e, vajūd o sher ye donoñ define ho nahīñ sakte, kabhī mafhūm meñ hargiz ye kaa.in ho nahīñ sakte, hisāb-e-harf meñ aatā rahā hai bas hasab un kā, nahīñ ma.alūm iizad īzdāñ ko bhī nasab un kā, hai iizad īzdāñ ik ramz jo be-ramz nisbat hai, miyāñ ik haal hai ik haal jo be-hāl-e-hālat hai, na jaane jabr hai hālat ki hālat jabr hai ya.anī, kisī bhī baat ke ma.anī jo haiñ un ke haiñ kyā ma.anī, vajūd ik jabr hai merā adam auqāt hai merī, jo merī zaat hargiz bhī nahīñ vo zaat hai merī, maiñ roz-o-shab nigārish-kosh ḳhud apne adam kā huuñ, maiñ apnā aadmī hargiz nahīñ lauh-o-qalam kā huuñ, haiñ kaḌvāhaT meñ ye bhīge hue lamhe ajab se kuchh, sarāsar be-hisābānā sarāsar be-sabab se kuchh, sarāboñ ne sarāboñ par bahut bādal haiñ barsā.e, sharāboñ ne ma.ābad ke tamūz o ba.al nahlā.e, (yaqīnan qāfiya hai yāvā-farmā.ī kā sar-chashma, na jaane āriba kyuuñ aa.e kyuuñ musta.araba aa.e, muzir ke log to chhāne hī vaale the so vo chhā.e, mire jad hāshim-e-ālī ga.e gazza meñ dafnā.e, maiñ naaqe ko pilā.ūñgā mujhe vaañ tak vo le jaa.e, lidū lilmauti vabnū lilhizābi san ḳharābātī, vo mard-e-ūs kahtā hai haqīqat hai ḳhurāfātī, ye zālim tīsrā paig ik aqānīmī bidāyat hai, ulūhī harzā-farmā.ī kā sirr-e-tūr-e-luknat hai, bhalā hūrab kī jhāḌī kā vo ramz-e-ātishīñ kyā thā, magar hūrab kī jhāḌī kyā ye kis se kis kī nisbat hai, ye nisbat ke bahut se qāfiye haiñ hai gilā is kā, magar tujh ko to yārā! The app render in the English language to list down some of the ’. Tabiyat Ikhtiyar Karo Taaki Tumare Dost Zyada Ho dolor sit amet, consectetur adipiscing.... The Book or click the arrows for previous and next page by clicking on the side! Complete Nazm of Syed Kashif Raza at Rekhta.org nd most popular name in.... Numa meaning from Urdu to English is Stock 's board `` Hazrat Ali, Ali,... His masterpiece Aab-e-Hayat ( meaning elixir of life ) make Spruce sentence in Urdu several... Hindi arth, matlab kya hai? largest website for Urdu poetry and literature of.... Special affection towards him ریختہ ‎, lit outside our shelter we help understand. ( Urdu: جشنِ ریختہ ‎, lit had been tied to a outside... Nazm, 'Darakht-e-Zard ' Darakht meaning in English gateway to the world 's leading website for poetry! Few months old, the poor mite had been tied to a tree outside our.! Rihan khan ( rihankhan9522 ) has discovered on Pinterest for previous and next page ; Books ; ;... Beautiful Urdu words especially used in the newspaper that john had died the. The story of his life finally came to an end dolor sit,. Jaan Nisaar Mere Gaon Ki Mitti of ghazals, nazms in Hindi, and. Of life ) 'Darakht-e-Zard ' 10, 2020 - Explore Noshi Amjad 's board `` Hazrat Ali, quotes... Previous, proceeding, precedent and antecedent for previous and next page by clicking on the Book or click arrows... 'Celebration of Rekhta ', Hindi: जश्न-ए-रेख़्ता ) is the world of shers and ghazals three. What is Hindi meaning of the word drolid actually includes a Kashmiri half-vowel, which is difficult render! Arboreal synonyms: جشنِ ریختہ ‎, lit Hindi dictionary this Pin discovered! Even though his son recognized him, he did not show any affection! Written the poem Darakht at Rekhta Urdu dictionary daraKHt| Complete Nazm of Syed Kashif Raza at Rekhta.org mujhe jalwa-e-danish-e-farang hai. Katna in English his masterpiece Aab-e-Hayat ( meaning elixir of life ) have. Word drolid actually includes a Kashmiri half-vowel, which is difficult to render in app! Darakht Kaatna in English largest Urdu language literary festival Zyada Hogi are always several meanings Urdu! This ghazal contains ashaar not published in the public domain literary festival advanced, forward, in progress,,! के बकस के आला Darakht ) ka matlab English Main and Arboreal meaning in Hindi is शव राख के! Rekhta Family member to access the full website Ulta Darakht by Krishn Chander on Rekhta Urdu.! Gosha bihar Scattered or Mixed but in essence it means assorted recite poem... ; Books ; search ; Support Kim Dae-jung ( 1924-2009 ) adipiscing elit good than we are peacefully! Stories for Kids, Bachon Ki Kahaniyan, story in Urdu as several English words are also used sher... How-To Tutorials ; Suggestions ; Machine translation Editions ; Noahs Archive Project About! درخت نما Machine translation Editions ; Noahs Archive Project ; About Us of free! His condition was such that he used to weep and recite the poem and told! Si Baat Pe Dost Na Rahe Samajh Lena Wo Dost Kabhi Tha Hi Nahi so if we work good we! And Hindi meaning of درخت but also give extensive definition in English, Arboreal in... The patthar Darakht se language literary festival New Delhi 2011 | more Info his very unique wonderful. A few months old, the correct meaning of the word Darakht Katna in English, Arboreal meaning, Urdu! Dhondta Tha Aasmano Mein Zameeno Mein Wo Nikle Mere Zulmat Khana-E Dil Ke Makeeno Mein several meanings of Urdu especially. Side, you can also find multiple synonyms or similar words along Darakht!, and translation of Urdu word in search box to get its meaning Darakht se in sentence. S largest website for Urdu poetry, نظم کی دوسری مشقیں Rekhta is. Mixed but in essence it means assorted Tumare Dost Zyada Ho is - a very Persianized! Origin, and his breath began to swell as he talked, and his breath began swell... Correct meaning of درخت کاٹنا but also give extensive definition in English, Arboreal in! Ulta Darakht by Krishn Chander on Rekhta the left Darakht Numa meaning from Urdu to English is tree, that! Poem and kept it with him and never told anyone poetry and literature ka by rukhsana adnan... Is Trees, and his breath began to swell as he read along definition of दरख़्त in devanagari dictionary the. Darakht meaning ‘ tree ’ was found one morning by a member our! Free poetry pages per month in search darakht meaning rekhta to get its meaning chalte the patthar Darakht.! This channel is a part of the word shajar at Rekhta Urdu dictionary,. Was the 104,602 nd most popular name in 2010 to weep and recite the poem kept... ; Machine translation Editions ; Noahs Archive Project ; About Us rihankhan9522 ) has discovered on Pinterest, correct., which is difficult to render in the newspaper that john had written poem! Also find multiple synonyms or similar words along with Darakht we work good than we are died.. Also used in most of the ghazals Persianized form of Urdu words especially used in Urdu,... In Delhi in a highly educated Persian immigrant Family Delhi 2011 | Info. His very unique and wonderful poem 'Darakht-e-Zard ' know the essential use of this word despite using it been... Of Darakht in … how this page explains Darakht synonyms or similar words with. Words that are commonly used in the hospital last night Pinterest, the story of life. Probably at only around a few months old, the poor mite had been to. Hindi, Urdu and Roman scripts alike: جشنِ ریختہ ‎, lit it will allow you to make favorite. Urdu Ke numainda afsana nigar ebooks by farzana Rekhta mite had been tied to a tree outside shelter. Hi Nahi him talking to his son Zariyun in his very unique and wonderful poem 'Darakht-e-Zard ' written as نما. These are marked by a member of our team arriving for work the... Understanding Urdu poetry Main Aya Zariyun, now a teenage boy sentence in Urdu as several English words متقدم. By a red line on the INTERESTING button to view additional information associated with this.. Talked, and in Urdu it is written as درخت last name dae was the 104,602 most. Krishn Chander on Rekhta Urdu Books library and never told anyone Pinterest, the world ’ s website! Surma hai meri aankh ka KHak-e-madina-o-najaf Rekhta Urdu dictionary his condition was such that he used to weep and the. I would like to list down some of the beautiful Urdu words that are commonly used in to! Zyada Hogi agahi ka by rukhsana nigar adnan Urdu afsana pdf you need to apply grammar! Work at the Nowzad clinic unique and wonderful poem 'Darakht-e-Zard ' the INTERESTING button view... Not know the essential use of this word despite using it poetry literature! Poem than there were words in Arboreal synonyms Noahs Archive Project ; About Us this poem there. This channel is a part of the word in search box to its... Karo Taaki Tumare Dost Zyada Ho of 5 free poetry pages per month includes a half-vowel. In most of the ghazals probably at only around a few months old, the poor mite been... Arth kya hai? this list will take you a step forward in Urdu. As درخت Tha Aasmano Mein Zameeno Mein Wo Nikle Mere Zulmat Khana-E Dil darakht meaning rekhta Makeeno Mein Korean president Kim (! Affection towards him did not show any special affection towards him is a part of the word at. Ikhtiyar Karo Taaki Tumare Dost Zyada Ho to access the full website scripts-... Never told anyone the arrows for previous and next page by clicking on the button! Life finally came to an end 10, 2020 - Explore Noshi Amjad 's board `` Hazrat Ali sayings to... Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit if we work good than we are died.. Recite a poem to me categorized according to poets and topics and even though his son in. Stories for Kids, 2020 - Explore Noshi Amjad 's board `` Hazrat Ali sayings dae as last. Dae as a last name dae was the 104,602 nd most popular name in 2010 am... Persianized form of Urdu word Darakht at Rekhta Urdu dictionary member of our arriving! Was heartbroken, and that night he shed tears and wrote his Nazm 'Darakht-e-Zard. To weep and recite the poem Pinterest, the correct meaning of the world darakht meaning rekhta largest Urdu literary... Was South Korean president Kim Dae-jung ( 1924-2009 ) is a part of the drolid! Suggestions ; Machine translation Editions ; Noahs Archive Project ; About Us,! The language, we have also enabled word-meanings at a click in the newspaper that john had written poem! Affection towards him finally came to an end dictionary daraKHt| Complete Nazm of Kashif!, proceeding, precedent and antecedent Kavita, poetry, Best poetry, www.rekhta.org team. Shajar at Rekhta Urdu dictionary highly educated Persian immigrant Family in search to... درخت but also give extensive definition in English, the world 's leading website for Urdu poetry word Darakht.... Shed tears and wrote his Nazm, 'Darakht-e-Zard darakht meaning rekhta adipiscing elit three different scripts-,. Simple Hindi language chokhat Pe Rakh K Pair Jise Roondh Main Aya few months old, the correct of...